Oral Exam Questions
Here are some sample questions that may come for your oral Hindi examination. In these examples, I use तुम or आप for ‘you’ and तुम्हारा or आपका for ‘your’. For sentences that can be expressed with masculine/feminine words, these are placed in a single line.
Q1. What is your name?
आपका नाम क्या है ? aapkaa naam kyaa hai ?
तुम्हारा नाम क्या है ? tumhaaraa naam kyaa hai ?
A1. My name is ___ .
मेरा नाम ___ है. meraa naam ___ hai.
Q2. How are you?
तुम कैसे हो/कैसी हो? tum kaise ho/kaisee ho?
आप कैसे हैं/कैसी हैं? aap kaise hain/kaisee hain?
A2. I am fine.
मैं ठीक हूँ । main Theek hoon.
मैं अच्छा हूँ/अच्छी हूँ । main achchaa hoon/achchee hoon.
Q3. What is your mother’s name?
आपकी माताजी का नाम क्या है ? aapkee maataajee kaa naam kyaa hai ?
तुम्हारी माताजी का नाम क्या है ? tumhaaree maataajee kaa naam kyaa hai ?
A3. My mother’s name is ___ .
मेरी माताजी का नाम ___ है । meree maataajee kaa naam ___ hai.
Q4. What is your father’s name?
तुम्हारे पिताजी का नाम क्या है ? tumhaare pitaajee kaa naam kyaa hai ?
आपके पिताजी का नाम क्या है ? aapke pitaajee kaa naam kyaa hai ?
A4. My father’s name is ___ .
मेरे पिताजी का नाम ___ है । mere pitaajee kaa naam ___ hai.
Q5. Where do you live?
आप कहाँ रहते हैं/रहती हैं ? aap kahaan rahte hain/rahtee hain ?
तुम कहाँ रहते हो/रहती हो ? tum kahaan rahte ho/rahtee ho ?
A5. I live in ___
मैं ___ में रहता हूँ/रहती हूँ । main ___ men rahtaa hoon/rahtee hoon.
Q6. Where do you work?
आप कहाँ काम करते हैं/करती हैं ? aap kahaan rahte hain/rahtee hain ?
तुम कहाँ काम करते करती हो ? tum kahaan rahte ho/rahtee ho ?
A6. I work in ___ .
मैं ___ में काम करता हूँ/करती हूँ । main ___ men kaam kartaa hoon/kartee hoon.
Q7. Which school do you go to?
आप क्या स्कूल जाते हैं/जाती हैं ? aap kyaa skool jaate hain/jaatee hain ?
तुम क्या स्कूल जाते हो/जाती हो ? tum kyaa skool jaate ho/jaatee ho ?
A7. I go to ___ .
मैं ___ जाता/जाती हूँ । main ___ jaataa hoon/jaatee hoon.
Leave a Reply